Smart phone ka pattren unlock karne ke methods
Hello "Urdu Town" Visitor Aj Main Ap Ko bataonga K Jab Ap Ko apne Smart phone Ka "Pattren" Bhool Jai To Use Kaise "Unlock" Kia Jai
Main Aise 2 Method Bataonga Jis se Ap Ghar Baithe Unlock Kar sakte Hain
Because Aksar ham Koi Bara Pattren Code Lagate Hain Hamain Bhool Jata Hai Ya Kabhi Bache Ya koi Ap Ke Mobile Se Khel Raha ho To Ghalti Se Koi "Passwors" Lag Jata Aisi Situation Main Ap "Mobiles Dokan" Par Chale Jate Hain Is Se Ap Ka Paise Aor time Donu Zaya hojate Hain Aor Sath Main Ap Ka "Data" Bhi Chala Jata hai Aisa Na karain Agar Ap Ko Pattren Lock Bhool Jai Ya ghalti Se pattren Lock Lag Jai to Ap Khud Use Unlock Kar Sakte Hain Woh Bhi Bil Kul Easy Steps K Sath Ap Ko Karna ye Hai meri Batoun ko Follow Karte Rahen Main Ap Ko 2 method Bata raha houn Jis Se Ap Pattren Lock KoUnlock Kar Sakte Hain
1:- Ap Ne Play store Pa jo Google Account Dia Us Se
2:- Aor pattren ko unlock Karne K Liye Factory Data reset Karne Se
Slow Mobile Ko fast Karne Ke Kuch Amazing Tips Click Here And read
Slow Mobile Ko fast Karne Ke Kuch Amazing Tips Click Here And read
#1 Unlock With Google Account
1:- Jis Mobile Ka Lock Unlock Karna Ha Us Ka Pattren Kuch time Tak Ghalat Milate Raho (Takreeban 6 baar)
2:- Ghalat Code Bar Bar Milane se ek Option Aiga Ke 30 Second Wait Karain Ap "ok" Kar Dain
4:- Google account Den Jo Ap ne Mobile Ya Play Store Par Diya ta To Ap Ne "Email Aor Password" Dena Ha Jb Ap Email Aor Password denge Usi Time Password Unlock Ho Jaiga
NOTE
Method Se Ap Ka Personal "Data" Bilkul Safe Rahega Is Method Ko Use Karne K Liye Ap Ko Google Account ya Pin Code Yaad Hona Chahiye Agar Ye Donu Main se Koi Yaad nhi Hai To Ap To Ap #2 Method Parhiye. ↓↓
#2 Restore Kar Ke Unlock karain
1:- Apna Mobile Switch Off Karain
2:- Ab Home Button+Power button+Volum Up Button Ek Sath Dain (Jin Mobile Ka home Button Nhi ha To Unka Power button Aor Volum Uo Ka Button Ek Sath Dabain
3:- In Teenoun Button Ko Dabai Rahe Jab Tak Mobile On Na Ho
4:- Ab Screen Par Android System Recovery Ka Option Aiga Yahan Par Ek List Bani Howi Hogi
5:- Koi Bhi Option Choose Karne Ke Liye Volume Up Aor volume Down Ka use Karain
6:- Ab Factory Reset Ka Option Choose Kar K ek Bar Power Button Daba Dain Ab Restore Hona Shuru Hojaiga Jab restore Hojaiga to Ap Ko Apna Smart Phone Par koi Pattren Nazar nhi Aiga
YE method Use Karne Se Ap Ka All data Delete Hojaiga..
No comments:
Post a Comment